Sunday, August 8, 2010

Mohd. Rafi Khan Sahab ki yaad mein

Zameen pe aasmaan jaisa ik toor dekha hai
Khudaa ko to nahin dekhaa Rafi kaa noor dekhaa hai
Koi maraham use ab kayaa bharegaa
Gulon se jism par ham nain milaa naasoor dekhaa hai

2 comments:

  1. Smile
    A curve that can set a lot of things straight.
    Muskurahat
    Pucha hamne muskura kar
    EK din muskurahat se
    Kanah rahti ho?
    Andhi ki tarhan aati ho
    Tufaan ki tarhan chali jati ho.
    Ek jhalak dikhla kar gum ho jati ho
    Muskura kar boli Yoon
    Seep ke moti mein.
    Poonam ki jyoti mein
    Pawan ki taal mein
    Sagar uttaal mein
    Jismein bhi Nichschhallta paaogya
    Uski muskurahat mein mujhe
    Damkattaa hua paaogya.

    ReplyDelete